Quote:
Originally Posted by furqanv3
can any 1 give me song lyrics of na tu aayegi by junaid jamshaid
|
na tu aayegi x3
naa hee chain aayega
na tu aayegi na hee chain aayega
mere angan ki hari belon ka
har patta patta sookhta jaayega
na tu aayegi na hee chain aayega x2
mere angan ki hari belon ka
har patta patta suookhta jaayega
na tu aayegi na hee chain aayega x2
na tu aayegi x2
milne waalon ke sab sawalon mein
milne waalon ke sab sawalon mein
kal bhi tum theen, aaj bhi tum ho x2
inn sawalon mein jo ishaare hain
dekhna unka bhed khul jaayega
na tu aayegi na hee chain aayega x2
mere angan ki hari belon ka
har patta patta sookhta jaayega
na tu aayegi na hee chain aayega x2
kuch kahoonga to lafz bolaingay x2
chup rahoonga to meri aankhon mein x2
dekhne wali sab nigahon ko
ek hee chehra bas nazar aayega
na tu aayegi na hee chain aayega x2
mere angan ki hari belon ka
har patta patta sookhta jaayega
na tu aayegi na hee chain aayega x4