
07-17-2007, 09:29 AM
|
 |
IG Saab
|
|
Join Date: May 2007
Location: Mahfil-e-tanhai
Posts: 1,118

= 0 For This Post / 0 Total
|
|
|
kaun karta tumse bad kar jahan mein pyaar humhe.........
kaun karta tumse bad kar jahan mein pyaar humhe yeh to aapni kismat hai jo mila aissa dildaar humhe
kya reh gaya baki pa kar teri bahoon ki janat
khoye rahen ge aab zindgi bar kabhi hogi na kam mohabbat
kitna haseen sitaara mila humko to tumhara sahara mila
mili hai har woh khushi tumse tha barsoon se jis ka intzaar humhe
kaun karta tumse bad kar jahan mein pyaar humhe
yeh to aapni kismat hai jo mila aissa dildaar humhe
batao kon kerta hai me back again
|